Jalna ya Jalana

Yahan kaun jalta hai aur kaun jalata hai??

Waise main to jalti nahi jalati hoon:)

Re: Jalna ya Jalana

isi liye aap ka name zeher hey, hain?

Re: Jalna ya Jalana

chalo teek hain.. hum ap ko jala kar dayktay hain ...

Re: Jalna ya Jalana

haan is hi liye mera naam zeher hai, jala kar deko toh kabhi kamyab nahi hoge

Re: Jalna ya Jalana

Na main jalne waalo mein se hoo
Na main jalaane waalo mein se hoo
Main to bardaasht karne ke bahaane,
doosro ko aazmaaney waalo mein se hoo

No Jal-ing & No Jalaa-ing :nono:

Re: Jalna ya Jalana

^ wah... khooooob..

Re: Jalna ya Jalana

^ Janaab Thora sa sar jhuka ke adaab kar-ing

Re: Jalna ya Jalana

lol, nice!