Jall Jate hain ... !!!

Garmi-e-Hasrate Nakaam se Jall Jate Hain …!!!
Hum Chiraghoon ke Tarhan Shaam se Jall Jate Hain …!!!



Shama Jalti hai Jiss Mehfil main Numaish kay liyee …!!!
Hum use Mehfil mian Be-Naam say Gum Jate hain …!!!



**Jab bhee ata hai Tera Naam Mere Naam ke Saath …!!! **
Jane kion Loog Mere Naam se Jall Jate Hain … !!!


Re: Jall Jate hain ... !!!

waaaaaaah..,,jab bhi aata hy mera nam tery naam k sath,jany kio lug mery nam se jal jaty hen........

buhut khoob........pehly kahi prha tha ye sher....

Zabardast:)

Re: Jall Jate hain ... !!!

Bohat khoob Ruswa...

Re: Jall Jate hain … !!!

Nice Sharing.. :k:

Re: Jall Jate hain ... !!!

Zabardast . . . Specially the last one . . .

Re: Jall Jate hain ... !!!

Thank U .. guys :)

Re: Jall Jate hain ... !!!

so fine sharing...keep it up