Meray paas sirf 10 minutes hain, jaldi jaldi aa kar hazri lagwao jo bhi is waqt online hai. Jaldi karo.
![]()
Meray paas sirf 10 minutes hain, jaldi jaldi aa kar hazri lagwao jo bhi is waqt online hai. Jaldi karo.
![]()
Re: Jaldi karo
I was not here
![]()
Re: Jaldi karo
Chachu,
5 minutes are remaining. Phir cooking karni hai na…![]()
Re: Jaldi karo
aap ko yeh art bhee aataa hai ![]()
Re: Jaldi karo
yeh wala art tu aap ko bhi ata hay
aap bhi tu biryani champion hain ![]()
![]()
Re: Jaldi karo
yaa em there ,
Koi to hoooo jis ko apnaa keh sahoooh
Koi to hotaa jis kaay dil mein rah sakoooh ,
Koi to kehtaaa aik baar mein hoon naaa ,
Kysaaa omg , agg phir flirting hoo hee jaay
Re: Jaldi karo
Yeh Kyuuun hota haii , k dil rotaaa haiii
Baaybaasss ho jatee hai yeh Zubaaaanh
Apnaay to saraaay iss kinaaary rah gaaay
Apnaay to saraaay iss kinaaary rah gaaay
Tanhaaa chalaaaa jo us par mein hoon naaaa
Re: Jaldi karo
Bhai ko college bhaij kar abhi ayi aur sab ki khabar leti hoon.![]()
Re: Jaldi karo
biryaani kee tau itni achi reputation iss liye ho gaYee kay meri favourite dish hai, warnaa
I can cook everything and when I say everything that include any desi food you name it ![]()
Re: Jaldi karo
AQ, ji haan. Ye art bohat zaroori hai. Masha Allah I can cook desi and badesi dishes including chinese, rusian and incontinental.
Good to know, now we can exchange recipies.
Aap ki honay wali begum bohat khush rahay gi. BTW, date ka keya bana? ![]()
Re: Jaldi karo
TB beta, chahay I am engaged or not, mujh par aisi batain asar hi naheen karteen.![]()
Re: Jaldi karo
lagtaa hai maiN naY ghalati saY “Chaabi daY dee” ![]()
![]()
Re: Jaldi karo
…oh my god…hahahahhahaha… .![]()
Rewind kardo.![]()