Jalaa ke tu bhi agar aasra na dey mujh ko...

**
Jalaa ke tu bhi agar aasra na dey mujh ko
ye khauf he ke hawa phir bujha na** dey**** mujh ko

mein is khayal se murr murr ke dekhta hooN usay
bicharr ke bhi wo kahiN phir sadaa na dey mujh ko

isi khayal se shab bhar meiN so nahi sakta
ke khof-e-khaab-e-guzashta jaga na dey mujh ko

tere baghair bhi teri tarah meiN zinda rahooN
ye hosla bhi duwa ker khuda na dey mujh ko

mein is liey bhi usey khud manaunga Mohsin
ek mujh se rootthney wala bhula na dey mujh ko


Re: Jalaa ke tu bhi agar aasra na dey mujh ko…

Bahut umdaah sharing hai Amal …:k:

Re: Jalaa ke tu bhi agar aasra na dey mujh ko...

Awesome...

Re: Jalaa ke tu bhi agar aasra na dey mujh ko...

buhat zabardast ghazal hai amal
thanks for sharing

Re: Jalaa ke tu bhi agar aasra na dey mujh ko…

Shukriya Arif :slight_smile:

Thanx fara :slight_smile:

Shukriya deadsoul :slight_smile:

Re: Jalaa ke tu bhi agar aasra na dey mujh ko…

:lajawab:

Re: Jalaa ke tu bhi agar aasra na dey mujh ko…

:k:

Re: Jalaa ke tu bhi agar aasra na dey mujh ko...

wah kiya baat hai..bohat khoob :-)

Re: Jalaa ke tu bhi agar aasra na dey mujh ko…

bohat khoob :k::k::k: