***Tum ne hamari qabar pe Ake jo muskuradiya
Bijli chamak ke gir padi Saara kafan jala diya
Chen se so raha tha mein Lapete kafan mazaar mein
Yahan bhi satane agaein Kis ne pata bata diya
Tum to jaan bojh karKarte ho hum se dil talab
Dil se tumhe nikal kar Hum ne to dil jala diya
Mera tumhara faisla hoga Khuda ke ru baro
Hum ne bhi is ki yaad meinMar ker use dikha diya***
<!--Session data-->
**
waah, kia mazaahiya kalaam hai...hahaha...meri taraf se ek funny she'r ho jaaye:
aaye miri mazaar pe, beeRii jalaa ke chal diye
baaqii diye kaa tel bhii sar meN lagaa ke chal diye**
<!--Session data-->