Jala Diya!

Re: Jala Diya!

pata nahi sunay houngay shaid mujay ganay achay lagta hain bas singers nahi bas wo acha hay sonu nigam

Re: Jala Diya!

oh acha mai ziyada punjabi ganay sunti hoon
woh gana sunna hai Ja Veriya

Re: Jala Diya!

nahi :no: aur main romantic sunta houn :wink:

Re: Jala Diya!

yeh romantic kia hota hai?

Re: Jala Diya!

romantic hotay hain jis mein romance ho :D

Re: Jala Diya!

:confused:

matlab sad songs?

Re: Jala Diya!

nahi matlab emran hashmi kai song hehehehehee

Re: Jala Diya!

hahaha lolz himesh reshammiya!!

woh ajnabi:D

Re: Jala Diya!

hahaha lolz himesh reshammiya!!

woh ajnabi:D

Re: Jala Diya!

waisay tumhara hath jala hua hay to likh kaisay rahi ho :smilestar:

Re: Jala Diya!

mujhe bari practice hai aur haath jala hai ungliyaa to nahi:hoonh:

Re: Jala Diya!

chalo koi nahi better luck next time :wink:

Re: Jala Diya!

yeah sure:D

Re: Jala Diya!

pagal aisa nahi kehtay hain :smilestar: i was just kidding

Re: Jala Diya!

kyion to kia kehtay hain?>

Re: Jala Diya!

bas aisay nahi kehtay hain kehtay hain kai inshallah ainda nahi jalay ga pagal

Re: Jala Diya!

kya huwa aab?

Re: Jala Diya!

kuch nahi hua jeee

Re: Jala Diya!

shukriya

Re: Jala Diya!

badi meherbaani tu adee ?