Jala Diya!

Re: Jala Diya!

10 12 hattay kattay gundoon ko call karing
:help:

:snooty:

Re: Jala Diya!

mai apne body guards bolwati hoo aur phir is ki chitrooooooooooool

Re: Jala Diya!

sath mein unhay mera mobile number bhi dai daina its 03004209211 :omg: and help line is 15 :cb:

Re: Jala Diya!

koyi baat nahi ab tum nahi bachay..............

Re: Jala Diya!

ashoo tum khud jitni moti ho tumhay khud kisi ka body guard banna chahiay tumhay kia zaroorat hay ":omg:

Re: Jala Diya!

hmm mainay kaha tha i wont mind so mai kuch nahi kehti

chalo kabaddi kartay hai! phir mai tumhara mazay se keema banayoongi:halo:

Re: Jala Diya!

:rotfl:

Re: Jala Diya!

:D

aja tenu bazoo ueek dai
aja tera keema aj banana haiga
aja tenu ankhian udeek diya
tey phair to kuch nayi ke pawainga:D

Re: Jala Diya!

ahoo tum mera keeema banaoo gee aur main is saal qurbani per soch raha tha tumharay baray mein kion kai yahan pak mein bohat costly milti hain … i think u know blank jaga per kia ana hay :omg:

Re: Jala Diya!

lol@ CMC :cb:

Re: Jala Diya!

:naraz: haahah ali tum zinda bacho gai to kuch kar sako gai, mai abhi pak ati ho aur tumhara kachumar nikalti hoo:smilestar:

Re: Jala Diya!

thankuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuu sheyn :bb:

Re: Jala Diya!

nc

Re: Jala Diya!

lolz tum plan ke gate mein hee phas jana hay to yahan kaisay aao gee :smiley: :omg:
yaa aik hul hay tum apni kurbani wahan hee karwa lo aur yahan spare parts ki surat mein aa jana :yahoo:

Re: Jala Diya!

kehdo jo kehna hai

Re: Jala Diya!

,,,

Re: Jala Diya!

oooh naraz ho gayii sorry ashoo :hugz: i was just kidding

Re: Jala Diya!

no problem...

heer achay lagtay hain aapko?

Re: Jala Diya!

heer sorry main samjha nahi ?

Re: Jala Diya!

aik singer hai, uskay ganay achay hain