Jahez List

Re: Jahez List

Aap to baap bhi nahi bane

abhi se:eek:

Itne mein hi bas:hmmm:

abhi to len dein ki baat hona baaqi hai:smokin2:

Re: Jahez List

aisi baat nahin karo.. nahin mujhe Paaro ki Maa ke dialogue yaad aa jaen ge.. haan hain hum neech gun.. per dhanda to tu bhi karti hai.. beti bhi deti hai aur dahej bhi :snooty:

Re: Jahez List

Sahi e

dekha itna maal milta hai Punjabiyon ko:p

oh haan madhaani/khokna to reh hi gaya

Re: Jahez List

khokrna kiya hota hai? madhani to wo doodh lassi bilone wali hoti hai na?

Re: Jahez List

khokna = manual madhaani,jhagna bhi kehte

kisi larki se bhi pooch lo maalom hoga use agar cb waali na hui to

Haan ohi

jehri Saima te Anjuman use kiti filmaan vich