jab..

jab raatoon ko neend na aye to kya karein

jab har ghari tera khayal aye to kya karein:jano:

:shikra: humein mehsoos ho raha hai keh humein phir say muhabbat ho gai hai?

Kya muhabbat baar baar ho sakti hai?:jano:

Re: jab..

Yeh to aap ke dil ko hi pata hoga na :phati:

Dil to pagal hai

dil dewana hai

is ko kya maloom:shikra:

Re: jab..

mujhe gana yaad kerwa diya dadda aba ne :AID: yeh wala:

Re: jab..

ga kar suniye:shikra:

Re: jab..

meri awaz achi nahin hai :(

Aur gala bhi kharab hai........Hai na.

Floodoo bhai phir say kia hazar bar bhi ho sakta hai bus dil phaik hona chahyay.

Mujhay to her roz pyar hota hai aur her roz kai kai baar pyar hota hai.

Aap khud hi bathroom main ga lijiaay ga.

Haan gala hi kharab hai balkay meri awaz itni buri hai keh lagta hai keh bachpan se gala kharab thaa :bummer:

Hayee Allah aap ko din main kai kai bar pyar hota hai :eek:

Kia roeen naheen theen paida honay kay baad gala saaf karnay kay liaay. Kisi nain phir maar kar rulana tha aapko.

Ahooo…is main itni hayrani ki kia baat hai.