Re: ~~jab Waqt
aik toh aap batao na mujhe zara…mere samne baith k Chiiiiippss kha rahi hain aur poocha tak nahi…hum subha se bhooke baithay hain:naraz:
Re: ~~jab Waqt
aik toh aap batao na mujhe zara…mere samne baith k Chiiiiippss kha rahi hain aur poocha tak nahi…hum subha se bhooke baithay hain:naraz:
Re: ~~jab Waqt
bhejoon tumhein wahan jahan A/C nahi hote
Re: ~~jab Waqt
toh yahan kon sa AC hain!!!
pak mein toh AC hote hain per light ni hoti:D
Re: ~~jab Waqt
nahi koi bhaga nahi halakeh i had tht horsey u gave me…but yaar maine socha thorey dino baad bhagu jab kulfi wala farigh hojaaye:D
Re: ~~jab Waqt
ab khali rapper to nahi khila sakti na
waisay ab biscuit kha rahi hoon
khana hai??![]()
Re: ~~jab Waqt
nahi main yehi khush hu:hugz:
Re: ~~jab Waqt
na zakhmon pe nimak chirkain:teary1:
Re: ~~jab Waqt
:Dsahi baat hai
AC chalanay ka soch bhi nahi saktay:bummer:
woh maine khanay ko diya tha
anyways tumhari marzi:blush:
yeh kulfi wala koun hai:eek:
Re: ~~jab Waqt
jAb karoo aur apna ticket lay kay un say pahlay pakistan pohanch jao
Re: ~~jab Waqt
waqai mein bhi yehi soch rahi theee...yeh kulfi wala kon hai...kyun 4gotten????
Batain toh!
Re: ~~jab Waqt
main ne kahan chirka
main to masoom hona
kisi saybhi pooch lo:blush:
Re: ~~jab Waqt
jAb karoo aur apna ticket lay kay un say pahlay pakistan pohanch jao
toh wo 15 days mein ja rahe hain...abhi job mili toh tab na....aur waise bhi 15 din mein $2000 toh nahi na kamaye jate!!
Aap udhaar de do na*maskeenon wali shakal banaing*
Re: ~~jab Waqt
khaas tor pe kis se poochooon?
jisse aap nae sab se ziyada paise diay hain..uusi ka naam batana!!![]()
Re: ~~jab Waqt
tum lay loo $2000.... main vikta hoon tau vaich loo
Re: ~~jab Waqt
yehi toh baat hai na...aap ko koi khareede ga nahi!!!
koi valueable cheez hai toh batain?
Re: ~~jab Waqt
:halo:dhoti uncle say pooch lo
unpar bhi hamaray bohat ehsaan hain:blush:
Re: ~~jab Waqt
^ tum mere dhoti ko maya laga kay istree karti rahi hoo na sakht garmi kay mosam main ![]()
Re: ~~jab Waqt
wah wo kaisa kaam kerti rahi hain...aur aap bhi kerwate rahe ho masoom bachi se.....Haan toh hisaab baraber hua na..wo aap ki dhoti dhoti rahi hain aur ap uun ki fraack!
Re: ~~jab Waqt
haan aur jab jhoti ko jhnay say pehlay os par khoob chilangein bhimaarti thi:hoonh:
Re: ~~jab Waqt
me off guys
tak 2 u later
![]()