Re: JAB tera dard mairay dard say wafa karta hay
**JAB tera dard mairay dard say wafa karta hay EK samundar mairi aankhon say baha karta hay
Uski batian mujhay khushbuu ki tarah lagti hien Phool jaisay koii sehra may khila karta haaaay
Aur tou koii sabab uski mohabbat kaa nahiiiiiii Baat itni si hay kay wo mujh say jafa karta hay
JAb khizaan aaye tou lot aaye ga wo bhiiiii ** **WO baharoon may zara kam hi milaa karta hay
**
bohat khoob :)