JAB tera dard mairay dard say wafa karta hay

**JAB tera dard mairay dard say wafa karta hay
EK samundar mairi aankhon say baha karta hay

Uski batian mujhay khushbuu ki tarah lagti hien
Phool jaisay koii sehra may khila karta haaaay

Mairay dost ki sirf yehi pehchaan kafiiiiiii hay
WO har shanks ko danistaa khafa rakhta hay

Aur tou koii sabab uski mohabbat kaa nahiiiiiii
Baat itni si hay kay wo mujh say jafa karta hay

JAb khizaan aaye tou lot aaye ga wo bhiiiii
**
**WO baharoon may zara kam hi milaa karta hay

**

3 Likes

Re: JAB tera dard mairay dard say wafa karta hay

:lajawab: Buhat Aala :~)

Re: JAB tera dard mairay dard say wafa karta hay

beautiful.. :)

Re: JAB tera dard mairay dard say wafa karta hay

Bohat khoob.. :k:

Re: JAB tera dard mairay dard say wafa karta hay

nice :k:

2 Likes

Re: JAB tera dard mairay dard say wafa karta hay

bohat khoob TS :)

Re: JAB tera dard mairay dard say wafa karta hay

Sab doston k pasand karne ka shukariya

2 Likes

Re: JAB tera dard mairay dard say wafa karta hay

wahji Tahreeme......kya ghazal pesh kiya. khush rahiye :)

Re: JAB tera dard mairay dard say wafa karta hay

thanks jw g

Re: JAB tera dard mairay dard say wafa karta hay

Zabardast:)

Re: JAB tera dard mairay dard say wafa karta hay

bohat khoob :)

waah g