jab say ham tabah hogaye

** jab se hum tabah ho gaye
tum jahan panaah ho gaye

**** husn par nikhaar aa gayaa
aaena siyaah ho gaye

**** aandhiyon ko kuchh pataa nahi
hum bhi gard-e-raah ho gaye

**** dushmano ko chittian likho
dost khair khowah ho gaye**

re: jab say ham tabah hogaye

No chiththian ..direct e-mail.

re: jab say ham tabah hogaye

light ka masla hai, issi liye pakka kam kartay hain chittian likh kar :snooty:

re: jab say ham tabah hogaye

tabah hogae? kaise? Kab?

re: jab say ham tabah hogaye

:(

re: jab say ham tabah hogaye

kahan aur kyon?

re: jab say ham tabah hogaye

Ab STA iss thread main nahin aae ga :p

re: jab say ham tabah hogaye

wo kyon g

re: jab say ham tabah hogaye

Bahoot Khoob!!

re: jab say ham tabah hogaye

muqa bhai: app ki baat ghalat sabit hogaye :snooty:

re: jab say ham tabah hogaye

:cb:

re: jab say ham tabah hogaye

hmmmmmm

re: jab say ham tabah hogaye

ab aa gae ho to sawalaat ke jawab bhi do bhagne se pehle

re: jab say ham tabah hogaye

yeh to mushkil kaam keh dia aap ne

re: jab say ham tabah hogaye

sawal bataye. :snooty:

re: jab say ham tabah hogaye

aap jam se kaise tabah hue?

re: jab say ham tabah hogaye

yeh ilzam hai, aur ager yeh post asif nay ki hoti to app ka sawal baja tha.

next sawal, :chai:

:fatee: woh jam nahi hai jab hai, title ki edit kar dijiye. :slight_smile:

Re: jab say ham tabah hogaye

Done. ab ye bataiye aap jam se nahin to phir kis cheez se tabah huwe?

Re: jab say ham tabah hogaye

:fatee: ham itni aasani say tabah honay walaon main say nahi.

Re: jab say ham tabah hogaye

kiyun aap ki kis baRe hakeem se wabastgi hai :wink: