jab sawan

"jab sawan main tanha bheego

jab angan khalee pao gay

jab sahil say takrati lehron main

apni tanhae main kho jao gay

jab raat kay tanha daman main

tum chaand ko adha pao gay

jab khud say batain kartay kartay

tum door kahin kho jao gay

jab dil ki baat chupanay ko

ham say nazar tum churao gay

"main tum say mohabat karti hoon

har baar yay sunna chaho gay

in sab lamhon main jaan lena kay

tum tum nahi “HUM” ban jao gay…

Nice again waise khushamdeed kehtein hain hum aap ko GS

Sukriya Doost

Assalam-O-Alikum
Kushamdeed kahnay ka sukriya. umid hay app say baat cheet hote rahay gee.
Allah Hafiz

boht achay :flower1:

very nice :slight_smile: :k:

inshaAllah eyes kyon nahi ache dost miley tu kon na karta hai u r always welcome