~Jab sawan main tanha bheego ge~

**
jab sawan main tanha bheego ge
jab angaan khalee pao ge
jab saahil say takrati lehroon main
apni tanhae main kho jao ge
jab raat kay tanha daman main
tum chaand ko adha pao ge
jab khud say batain kartay kartay
tum door kahin kho jao ge
jab dil ki baat chupanay ko
ham say nazar tum churao ge
“main tum say mohabaat karti hoon”
har baar ye sunna chaho ge
in sab lamhoon main jaan lena kay
tum tum nahi “HUM” ban jao ge…!!**

Re: ~Jab sawan main tanha bheego ge~

tum tum nahin "hum" ban jao ge.. !

Nice Lamhay :-)

Re: ~Jab sawan main tanha bheego ge~

… jab sawan main tanha bheego ge …

Lamhay G !
Sawan mein bheegna aaj bahut kuch yaad dila gaya :frowning:

Anyways, nice selection … :k::k::k:
Keep it up and thanks for sharing … !

Re: ~Jab sawan main tanha bheego ge~

very nice Lanhay G