Its a short poem but its my favourite and I thought to share with you all… hope you’ll like it.. !
Suno…
Jab mein bazaahir mar jaoon
Tu tum hargiz mat rona
Ke jin mein hamaari tumhaari
Baatain hain yaadain hain
Un khatoon ko nikaalna
Unhain parhna aur muskura daina
Aur gar mujhe dekhne ko dil chahay
Tu apne dil mein jhaank lena
Yakeen karo jaanaan
Mein jab tak tumhare dil mein abaad hoon
Kabhi mar hi nahee sakta…
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Maza nahi aya
[/QUOTE]
ye tafreeh ka mukaam nahin jo Mazay chahaye ye shairi hai bachoo aur ap bander kia janay aDraak ka swad Ooops ;)
fatafaat tareef karo aur patli gali sey khishko zayeda Azadi mat dikhao ;)
ye tafreeh ka mukaam nahin jo Mazay chahaye ye shairi hai bachoo aur ap bander kia janay aDraak ka swad Ooops ;)
fatafaat tareef karo aur patli gali sey khishko zayeda Azadi mat dikhao ;)
[/QUOTE]
Kab hum nay kaha hum kehte hain
Dard e jigar hain jo sissaktay hain