Re: jab door koi Koyal bolay
wah jee wah, kia nai books aai hain Pakistan say?
jab takya aksar raato'n ko raazo'N ka bojh uthata hai ankhoN ka bojh ghatata hai jab waqt k koray kaaghaz per bas rang bharna rehta hai aur sang chalna rehta hai phir apne sath samandar paar door kahi'n ja baste haiN dukh hanstay hain , dukh hanstay hain
nahi tu ap ka wait akr rehi thei k ap gaye ho tu laa'oo gay gift but ap b darpook ho na :p