Jab Dard baRhta hai....

**jab dard baRhta hai, tab zarf baRhta hai,
jab zarf baRhta hai, tab harf baRhty haiN,
jab harf baRhty hain, tab rabt baRhta hai,
jab rabt baRhta hai, tab ghazal bante hai,
jab ghazal bante hai, tab chain aata hai,
jab chain aata hai, tab neend aati hai,
jab neend aati hai, tab khawab aaty haiN,
jab khawab aaty haiN, tab tum bhe aaty ho,
jab tum aaty ho, tab saans rukhti hai,
jab saans rukhti hai, tab aankh khulti hai,
jab aankh khulti hai, tab tum nahi hoty,
jab tum nahi hote, tab dard baRhta hai. **

Re: Jab Dard baRhta hai....

very nice :)

Re: Jab Dard baRhta hai....

buhat aallaaaa

Re: Jab Dard baRhta hai....

bouhat shukria... :)

Re: Jab Dard baRhta hai....

khoob

Re: Jab Dard baRhta hai....

nice

Re: Jab Dard baRhta hai....

bhut khoob...

Re: Jab Dard baRhta hai…

wowwwwwwwwwww
**its so cute **
**Lovely **
:dannyboy:

Re: Jab Dard baRhta hai....

very nice