*yuun to har lamhaa terii yaad kaa bojhal guzaraa
dil ko mahasuus hui terii kamii shaam ke baad
*
Shaam ke waqt hi insaan udaas kiyun hota hai? Kia Baba Adam ko shaam ke waqt jannat se nikala gaya tha?
Insaan andhere se nahin.. Un dekhi cheezon se ziada darta hai.. andhere main kiyunke manoos cheezen nazar se ojhal ho jati hain, iss waja se andhera darata hai