jab apne daRd statay hooN tub yaad bohat tum atay

***jab dour ufaq peR lali ho
jab sham udasi wali ho
jab zabt ka bandhaN tuta ho
jab aa’s ka damaN chuu’ta ho
jab daRshaN pyas bhujate hooN
jab moasam geet sunate hooN
jab neend na aa’ey raatooN ko
jab aankkooN maiN jugrate hooN
jab apne daRd statay hooN tub yaad bohat tum atay ***

Re: jab apne daRd statay hooN tub yaad bohat tum atay

Hmmm... problem kaafi serious lagta hey... :(

Re: jab apne daRd statay hooN tub yaad bohat tum atay

Iss ka aik he ilaaj hay... yadoon ko uski band kero, chabi ko darya burd kero... aur kambal ordh ker so jao... insha Allah subha uth ker tabiyaat main afaaqa mehsoos huga :P

Re: jab apne daRd statay hooN tub yaad bohat tum atay

kia ap solve kaR saktey :pAmal

Re: jab apne daRd statay hooN tub yaad bohat tum atay

**nice selection. reminds me of the songs:

kahiiN door jab din Dhal jaaye, saanjh kii dulhan badan churaaye**

Re: jab apne daRd statay hooN tub yaad bohat tum atay

Bahut umdaah …:k:

Re: jab apne daRd statay hooN tub yaad bohat tum atay

fara ki prescription pe ghaor kijeeye. Wesey mujhey to lagta hey ke ab aap ko dawa ki nahi balke duwa ki zaroorat hey :D

Re: jab apne daRd statay hooN tub yaad bohat tum atay

keon ap ne apni doctriat mukaml kar le ya phiR molana bun gayae

Re: jab apne daRd statay hooN tub yaad bohat tum atay

Hmmm…good question Koyal bibi :k: … aap ka kuch nahi ho sakta :smiley:

Re: jab apne daRd statay hooN tub yaad bohat tum atay

Very Nice Koyal..:k: