**Jaate Jaate Woh Mujhe Achhi Kahani De Gaya
Umar Bhar Sunaun Aisi Kahani De Gaya
Uss Se Mein Kuch Paa Sakoon Aisi Kahan Ummeed Thi
Gham Bhi Woh Shayad Baraae-E-Meherbani De Gaya
Sab Hawaein Le Gaya Mere Samandar Ki Koi
Aur Mujhko Aik Kashti Baadbani De Gaya
Khair Mein Piyasa Raha Per Iss Ne Itna To Kiya
Meri Palkon Ki Kataron Ko Woh Paani De Gaya
**
jiia
2
Re: Jaate Jaate
:k:
akhri 2 bohat achi lage mujy
Re: Jaate Jaate
**aatay aatay aa gaye paas hum
jaatay jaatay le gaye tum sanam
meri neendain mere saray sapnayyyy
le chalo mujhko bhi saath apnayyyyyyyyy
**
Re: Jaate Jaate
It should be …
Jaatay jaatay woh mujhe achi nishaani de gaya …
Umer bhar dohraounga aisi kahaani de gaya …
Nice sharing … :k: