Re: Jaane kab tak jiyenge tere es ’Kahar’ ke saath…??
hahaha…aapne to abhii tak us thread ko zeenat nahiiN baKhshiii…ab yeh zeenat koii Zeenat Begam nahiiN…lol ![]()
lol…aisaa kiuN? shaayad aapko pataa na ho k aap jaane anjaane meN roz hii saikaRoN alfaaz aise boltii haiN jo Hindi zabaan ke hote haiN ![]()
bajaa farmaayaa…jahaaN jahaaN aur jin jin kisii lafz ke do Huroof ke beech ‘Harkat’ nahiiN hotii unko 'aam bol chaal meN Ghalat bolaa jaataa hai aur yeh Ghalat talaffuz ab Ghalat ul 'aam se irtiqaa kar ke Ghalat ul awaam kii saf meN aa khaRaa huaa hai.
sad indeed!
i don’t think so…it’s NOT just in writing Urdu in Roman but it’s also prevalent in speech…'aam bol chaal meN yeh Ghalat bolaa jaataa hai.
yeh maqhooreen meN se ek haiN na … lol! ![]()