ab to ek khwab ho ezn e bya’n ka musam.
jaanay kab jay ga ye shour e iza’n ka musam.
hakim e wakt howa hy hakim e fitrat shayed.
in dino shaher main nafiz hy khiza’n ka musam.
hukm e qazi hy k maazi main rakha jay hume’n.
musam e rafa rahy umer rawan ka musam.
band hain deed k dar wa’nahi umeed k dar.
hy ye dil shaher main khwabo’n k zya ka musam.
ek nahi hy k teray lub say suni jaati hy.
jaanay kab aay ga zalim teri han ka musam
UZ
2
Re: jaanay kab aay ga zalim teri han ka musam
Thanks for sharing:)
Re: jaanay kab aay ga zalim teri han ka musam
ek nahi hy k teray lub say suni jaati hy.
jaanay kab aay ga zalim teri han ka musam
:nice: Mehbbob zalim kiyun bun jate hain :hinna:
Re: jaanay kab aay ga zalim teri han ka musam
thanx 4 likeing .... hehe islia ke jo mehbob zalim na hoo wo mehbob hi kia ?:P
Re: jaanay kab aay ga zalim teri han ka musam
Muhabbat insaan ko kitna maghroor bana deti hai, agar samne naaz nakhre uthane wala ho to.
Re: jaanay kab aay ga zalim teri han ka musam
Awesome
Re: jaanay kab aay ga zalim teri han ka musam
Nice :k: