Abh Tajdeed-e-Wafa Ka Nahee Imkaan Jaana’n
Yaad Kiya Tujh Koo Dilaian Taira Payman Jaana’n
Yuni Mosaam Key Adda Daikh Kay Yaad Aaya Hai
Kis Qadar Juldi Badal Jaatay Hain Insaan Jaana’n
Zndagee Tairee Atta Thee Soo Tairay Naam Key Hai
Hum Nay Jaisay Bhee Basar Key Taira Ahsaan Jaana’n
Mudatoon Say Yehi Alam Na Towaqa Na Umeed
Dil Pukaray Hee Chula Jaata Hai Jaana’n Jaana’n
Hum Bhee Kiya Saada Thay Hum Nay Bhee Samjh Rakha Tha
Gham-e-Dooran Say Juda Hai Gham-e-Jaana’n
Abh Taira Zikar Bhee Shaid Hee Ghazal Main Aiy
Oor Say oor Howay Dard Kay Unwaan Jaana’n
Meiji