Jaan Sey Bhi Zyada Unhe Pyaar Kiya Karte Thay
**Yaad Unhe Din-Raat Kiya Karte Thay
Ab Un Raahon Se Guzra Nahi Jaata
Jahan Baith Kar Unka Intzaar Kiya Karte Thay**

Re: Jaan Sey Bhi Zyada Unhe Pyaar Kiya Karte Thay
:( waqai muhabbat bade hosle ka kaam hai

please pehle ek dafa karke dekhien..................:D
Re: Jaan Sey Bhi Zyada Unhe Pyaar Kiya Karte Thay
Humne kisi ki muhabbat apne liye mehsoos ki hai :hinna:
Re: Jaan Sey Bhi Zyada Unhe Pyaar Kiya Karte Thay
:( waqai muhabbat bade hosle ka kaam hai
Jinnay piyar nai kitta oh jamya hee nain. :D
Re: Jaan Sey Bhi Zyada Unhe Pyaar Kiya Karte Thay
:k: Magar pyar kiya nahin jata, hojata hai ![]()
Re: Jaan Sey Bhi Zyada Unhe Pyaar Kiya Karte Thay
bhai aapki age tak pohonch ker bhi pyar na hua to kab hoga?![]()
aap samandar kinare baith ker samandar ki mauje ginanewalo me se hain…![]()
Re: Jaan Sey Bhi Zyada Unhe Pyaar Kiya Karte Thay
aap to aise keh rahe hain, jaise aap ne to Wajid Ali Shah se bhi ziada ishq kiye hain
Re: Jaan Sey Bhi Zyada Unhe Pyaar Kiya Karte Thay
ji nahi unse zyada to nahi ker sakta…![]()
magar aap poetry section ke waahid poster aur mod hain jo ishq se mehroom hain…![]()
Re: Jaan Sey Bhi Zyada Unhe Pyaar Kiya Karte Thay
Ye aap ko kis ne kaha.. Mere hisse main boht muhabbten hain ![]()
Re: Jaan Sey Bhi Zyada Unhe Pyaar Kiya Karte Thay
to aapko bhi mohabbat huyi hai?
yeh mat kehna ke aapse bohotone muhabbat ki magar aapko kisise mohabbat nahi huyi…![]()
Re: Jaan Sey Bhi Zyada Unhe Pyaar Kiya Karte Thay
Mujhe uss se muhabbat hui thi, jis ne mujhe toot kar chaha tha ![]()
Ji ye huyi na baat Mr.Aashiq:wink:
Re: Jaan Sey Bhi Zyada Unhe Pyaar Kiya Karte Thay
Ishq mujhko nahin wehshat hi sahi
Meri wehshat teri shohrat hi sahi ![]()
Re: Jaan Sey Bhi Zyada Unhe Pyaar Kiya Karte Thay
Jaan Sey Bhi Zyada Unhe Pyaar Kiya Karte Thay
**Yaad Unhe Din-Raat Kiya Karte Thay
:(**

Mujhe nahi pata tha mohabbat kaam bhi hoti hai ![]()
Re: Jaan Sey Bhi Zyada Unhe Pyaar Kiya Karte Thay
Aap ne Faiz Sahib ki wo poem nahin padhi ‘Hum jeete ji masroof rahe, kuch ishq kia kuch kaam kia’
Re: Jaan Sey Bhi Zyada Unhe Pyaar Kiya Karte Thay
To kaam kaa matlab zaroori to nahi mohabbat kerna hai :p

ab dobara padhen?
Re: Jaan Sey Bhi Zyada Unhe Pyaar Kiya Karte Thay
Jaan Sey Bhi Zyada Unhe Pyaar Kiya Karte Thay
**Yaad Unhe Din-Raat Kiya Karte Thay
:(**
Dukhi mun meray sun meray kehna
Yahan nahin rehna, yahan nahin rehna
barey dukhi nazar aatey ho, kya howa?