Umer e khizar pa kar behi kafiyat ya he rahtee
Ak zakham khil utha ak zakham bhar jata
Hukam tha zamanay kaa aghay dekh kar chalta
Peshali rah guzaroon par loot kar kasay jata
Mutmain tha jo insan sham kay andaharoon say
Dil main kiya talab lay kar janab e sahar jata
Dhoop ke tamazat main jald tay howay rastay
Koon lay kar ankhoon main saiya shajar jata
Shah gayee hawas shiyad jazba e dil o jaan par
Warna kasay mumkin tha baat say asar jata
Kar diya hai doori nay aur behi kareeb us koo
Ankha say tu ojahal tha Dilsay bhi utar jata