Larki: Jaan aap mujhe Rani kyun kehte hain ?
Larka: Kyunke NokRani lamba ho jata hai na to short kerke Rani bol deta hoon.
Larki: Aapko pata hai me aapko Jaan kyun bolti hoon ?
Larka: Nahi pata, kyun bolti ho btao naa ?
Larki: Kyunke JaanWar bohat lamba ho jata hai is liye short kerke Jaan bol deti hoon…