jaan hi nikal gye.

main pher rah thi kay achanak. :eek:

aik ghanta pehlay koi bhura bunda meray kamray kay bahar walay terrace say awazain day raha tha. :mad:

mujhay bhut ghussa ayaa
saar khoon khusk ho gya .

tu main nay apni behn ko jagaya.

or phir her darwaaza check kia. lekin allah ka shukar hai kay jald hi chowkidaar aa gya aur woh bhaag gya.

pata nahin loog dosroon ko kion disturb kertay hain .

subah utt ker ammi ko batauon gi

Re: jaan hi nikal gye.

:hehe: may be he likes you.

Re: jaan hi nikal gye.

Sawoonds two mei yu need paich-kass

Re: jaan hi nikal gye.

yea he loved me jas.

ishkro???

Re: jaan hi nikal gye.

Dhiela, iskroo-dhiela. Nyce two meat yu

Re: jaan hi nikal gye.

niyal his name is like bond, james bond.

Re: jaan hi nikal gye.

:rotfl:

Re: jaan hi nikal gye.

iskroo kia waqai dhiela hai :halo:

Re: jaan hi nikal gye.

Layt mei inspaykt.

Re: jaan hi nikal gye.

:Dwhat? where? when?

Re: jaan hi nikal gye.

itni der laga di inspect karney main.

Re: jaan hi nikal gye.

abby...ginday undday mar kar bhaga daytay...

Re: jaan hi nikal gye.

mai nikal gye nahi nikal gya hoon:halo:

Re: jaan hi nikal gye.

haan abb tu yehi karoon gi

Re: jaan hi nikal gye.

manay aksar suna hai kay JINO ka dil CHURAILO par aajata hai tu woh aksar ashi harkatay kartay hai :smack:

Beechara JIN :teary1:

Re: jaan hi nikal gye.

aap to bari information rakhte hain jinon oor churailon k bara main........kaheen aap bhi to....?

Re: jaan hi nikal gye.

niyal mubarak ho yah aap churial hain yah phir koi bhoot aap ka dewwana hay

Re: jaan hi nikal gye.

Lucky Lady . . . . belive me go n stand infront of miror and c ur refelction there :) im sure u wont find anything there :p