Ja ab tera koi nahin

Na raatoN ko hui naseeb apnay khwaaboN ki tabeer
Na din meray nay payaa apnay ujaalon ka humnashiN
Na mili sera-e-jahaaN main zeest ko thandi chaaNv
Na jazbaat meray nay paayaa aqs apna kahiN
Tu to tha mushtaaq haqeeqat ki gawaahi hai
Shiddat-e-khuloos magar bani teri tabaahi hai
Tunay gaRd main reh kar shaffafi kay geet gaayay
Ziqr gulshanoN kay teri barbat …]

Re: Ja ab tera koi nahin

Nice …:k: