dabii hu_ii hai mere labo.n me.n kahii.n pe vo aah bhii jo ab tak
na sholaa ban ke bha.Dak sakii hai na ashk-e-besuud ban ke nikalii
ghuTii hu_ii hai nafas kii had me.n jalaa diyaa jo jalaa sakii hai
na shamaa ban kar pighal sakii hai na aaj tak duud ban ke nikalii
diyaa hai beshak merii nazar ko vo paratau jo dard baKhshe
na mujh par Gaalib hii aa sakii hai na meraa masjuud ban ke nikalii
*
Nice :k:
Bahut khoob :k::k::k:
nice :k:
thanko guys :)
kaya baat hai
![]()
I guess its gud
![]()
lol
nahi nahi.. its gud… ghalib chacha jinda baad
i mean zinda baaad ![]()
Very Nice chanda :)
thanks dewana and Gul ![]()
![]()
ye ghalib chacha ki nahi hai ![]()
![]()
phir ghalib chachi ki ho gie
apnay ko kya jis ki bhi hai