**yaar ko raGbat-e-aGyaar naa hone paaye
gul-e-tar ko havaz-e-Khaar naa hone paaye
baaG kii sair ko jaate to ho par yaad rahe
sabzaa begaanaa hai do-chaar naa hone paaye
jamaa kar liijiye Gamzo.n ko magar Khuubii-e-bazm
bas vahii.n tak hai ke baazaar naa hone paaye
aap jaate to hai.n is bazm me.n lekin “Shibli”
haal-e-dil dekhiye izhaar naa hone paaye**
Re: IzHaar nA HoNaY pAAye !!!
nice:)
Aryaan
3
Re: IzHaar nA HoNaY pAAye !!!
Bohat Khoob Adeel..:k:
Mono
4
Re: IzHaar nA HoNaY pAAye !!!
is shair ki vocab bht high hai....wesay gud1 !!!!
Re: IzHaar nA HoNaY pAAye !!!
bohat achhey
*THNX porcelein_doll, aryaan, mono n terray naam :) *
Jaanu
7
Re: IzHaar nA HoNaY pAAye !!!
VERY NICE