**Assalam o ALaikum 2 All.
yai baat mere zehan mai many time ayee but mai es k result tak aaj tak nahe ponch saka es liyai ap say share kar raha hoon i hope u solve it.
1st example:
ILm,Doulat,Ezzat:
ilm nay doulat say pocha tum kahaan kis k pass jaty ho.doulat nay kaha k mai rich man yani sarmaya daroon k pass jaty hon.
Doulat nay ilm say pocha k tum kis k pass jaty hoo tu ilm nay kaha jo muje eager or ponder hoo mai us k pass jaty hon.last mai jab ezzat say pochnay ki bari aty hai tu ezzat ka ans hota hai k mai aik baar jahaan chali jaty ho pir wapas lout kar kabi nahe aty,yani k 1 bar chali jaon tu pir nahe aty.
Farman_e_Elahe
Allah ka irshad hai k agar koi shaks kisi shaks ko nuksan ponchana chahay aur mai na chahoon tu vo shaks kisi ko koi nuksan nahe poncha sakta.
us k baad Allah farmata hai k agar koi shaks kisi ko koi nafa{benefit}ponchana chahay aur mai na chahoon tu vo kisi ko be nafa ya faida nahe poncha sakta.
Allah k farmaan ko aur example ka maksad aap ko es baat k baad samjh aa jaiy ga jo baat mai aab karnay ja raha hoon.
Question:1
**
**1 sharmo haya wali,pak saf pak daman gal ki koi single guy ya gang agar disrespect karey tu esi halat mai Allah nay us guy ko ya gang ko us harkat say kion nahe roka,jab k Allah nay kud kaha hai k koi kisi ko nuksaan ponchana chahay tu mai na chaho tu vo kisi ko koi nuksan nahe poncha sakta,aur agar guy ya gang ne Disrespect kia tu its mean Allah ki raza es mai shamil thi?
Question:2
aur yai k us guy ya gang ko doniya mai un k jurm ki saza mil jaty hai aur akhrat mai b Allah un ko saza dey ga.magar kia donia mai rehtay howay us gal ki ezzat wapas aa jaiy gi us k jeetay ji jab tak vo zinda hai?
pls es thread ko wrong view say mat le koi b.yai sab es liyai poch raha hoon k mai nay 1 story read ki thi jis mai 1 gal k saath aisa hota hai so bus yai baat mai nay aap say be poch li apnay style say.
now post here ur view.**