Re: Its meeee…
aray who said i keep in shape. yeh kaam sirf faizy kay liye hain. hum sirf daikhnay walon main say hain :whistling
hahaha special training hai yaar special training. kaafi saal mushaqat karni parti hai. abhi slow hai ![]()
LOLLLLL hahahah
hai kitna maza aa jaye na agar yeh ho
:whistling
LOL uffo ab yeh bhi koi kehnay wali baat hai. lao abhi phone do i’ll dial giselle’s number. she’s missing out on stuff