boring in here ![]()
WHY ???
boring in here ![]()
WHY ???
Re: its kindaaaaaaaaaaaaaa
Ghar ka koi kaam kerloo boriyet khatum ho jai gi
Re: its kindaaaaaaaaaaaaaa
^ ![]()
main nay or bore naheen hona ![]()
Re: its kindaaaaaaaaaaaaaa
kaam chor ![]()
Re: its kindaaaaaaaaaaaaaa
^^ itna shok hay to aap kar dain kaam ghar ka :p
Re: its kindaaaaaaaaaaaaaa
me also getting bore here
Re: its kindaaaaaaaaaaaaaa
Who wants to get unborred…
I am here till May 31st.. :halo:
need entertainment ladies? ![]()
Re: its kindaaaaaaaaaaaaaa
mai apnay ghar ka kaam hi ker raha hoo homework
apna kaam khud kerna sikhoo ![]()
Re: its kindaaaaaaaaaaaaaa
sirf ladies ![]()
Re: its kindaaaaaaaaaaaaaa
maiN waisa Aadmi naheeN hooN ![]()
Re: its kindaaaaaaaaaaaaaa
ji kheya kasay boreyet ko khatum shud kia jay
Re: its kindaaaaaaaaaaaaaa
agar aap ko boriyat ho rahi hai tau iss kaa sub saY aasaan ilaaj hai kai Boriyat ko aap khud ho jaaYeN ![]()
Khas Kam JahaaN paak ![]()
Re: its kindaaaaaaaaaaaaaa
Pehlay ye check kerwai k aap Aadmi hai ![]()
Re: its kindaaaaaaaaaaaaaa
Yeah and it is kinda Hot in here ![]()
Re: its kindaaaaaaaaaaaaaa
Attiaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa ![]()
kaha chali gai thi mujhay chor ker akela ![]()
Re: its kindaaaaaaaaaaaaaa
naheeN maiN aik laRkaa hooN:mash:.. aadmi hogaY tum khud ![]()
Re: its kindaaaaaaaaaaaaaa
when it’s hot, I take a cold bath ![]()
Re: its kindaaaaaaaaaaaaaa
Kessay pata chala k tum larkay hoo, bailen say martay hoo aur kehtay hoo k larka ![]()
Re: its kindaaaaaaaaaaaaaa
maiN aik mashriqi laRkaa hooN:alhamd:… bailan meraa Intekhaabi nishaan hai:jhanda: aur Huqooq-e-ShoharaaN kaa maiN mustaqbil kaa member hooN. bailan wohi laRkaa haath maiN rakhtaa hai jissaY uss bailan ko sanbhaalnaY waali kaa pooray sabar-o-sukoon aur shadeed baY cheni kaY saath intezaar ho ![]()
Re: its kindaaaaaaaaaaaaaa
Itna clarify kio kerrahay hoo bhai ![]()
Mai to mazaak ker raha tha, Mujhay kia pata tha k tum to dil per hi lai loo gai ![]()