Re: Itni fursat nahi ab
bs,
jaisy kabootr billi ko dekh k ankhen band kr leta ha, ya PM gilani asif zardari ki tareefain krtay krtay qurbani ka baqra ban jata ha, mqm pml(x) wegera ma b aisa e kuch hota ha. ![]()
wesay mohabt k mehboob ki sitam ashiq k leay sar ankhon pe hotay hain