Dil kay phir tukrhay hooay ranjash-e-ilzam say
Ji raha hoon kis liye bay khabar anjaam say
Day rahay ho phir mujhay kiuon yeh jeenay ki dooa
Unse’at si ho gai hay zindagi ki shaam say
Roshani hoti bhi kaisay meray aangan main kabhi
Na koi sooraj ugaa na chaand ubhra baam say
Dard barh ker zindagi main ban hi jaye ga dawa
Zinda her aik cheez hay koshash-e-natamam say
Bay wafa, herjai, deewana kahein ALMAS sabb
Kaisay kaisay taa’an wabasta hain meray naam say
[This message has been edited by Amjad Chohan (edited July 14, 2002).]
Originally posted by Amjad Chohan:
**
Dil kay phir tukrhay hooay ranjash-e-ilzam say
Ji raha hoon kis liye bay khabar anjaam say
Day rahay ho phir mujhay kiuon yeh jeenay ki dooa
Unse’at si ho gai hay zindagi ki shaam say
Roshani hoti bhi kaisay meray aangan main kabhi
Na koi sooraj ugaa na chaand ubhra baam say
Dard barh ker zindagi main ban hi jaye ga dawa
Zinda her aik cheez hay koshash-e-natamam say
Bay wafa, herjai, deewana kahein ALMAS sabb
Kaisay kaisay taa’an wabasta hain meray naam say
**
Amjad bahi bohat khoobsurat gazal dil ko lagi
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
Amal
July 14, 2002, 1:28pm
3
Originally posted by Amjad Chohan:
**
Roshani hoti bhi kaisay meray aangan main kabhi
Na koi sooraj ugaa na chaand ubhra baam say
Bay wafa, herjai, deewana kahein ALMAS sabb
Kaisay kaisay taa’an wabasta hain meray naam say
**
beautiful Amjad Bhai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
MeiN pal do pal ka shaaer hooN…
Buhat Khoob.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Owner of Mehkama-e-Sharafat
ô¿ô
.~.
Rude Boyz Rulez
Nayab
July 14, 2002, 2:02pm
6
Originally posted by Amjad Chohan:
**
Dil kay phir tukrhay hooay ranjash-e-ilzam say
Ji raha hoon kis liye bay khabar anjaam say
Day rahay ho phir mujhay kiuon yeh jeenay ki dooa
Unse’at si ho gai hay zindagi ki shaam say
Roshani hoti bhi kaisay meray aangan main kabhi
Na koi sooraj ugaa na chaand ubhra baam say
Dard barh ker zindagi main ban hi jaye ga dawa
Zinda her aik cheez hay koshash-e-natamam say
Bay wafa, herjai, deewana kahein ALMAS sabb
Kaisay kaisay taa’an wabasta hain meray naam say
[This message has been edited by Amjad Chohan (edited July 14, 2002).]**
Nice gHazaal Amjad bhaai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Dard barh ker zindagi main ban hi jaye ga dawa
Zinda her aik cheez hay koshash-e-natamam say
Bohaa Umda
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**
[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:
**
Day rahay ho phir mujhay kiuon yeh jeenay ki dooa
Unse'at si ho gai hay zindagi ki shaam say
Roshani hoti bhi kaisay meray aangan main kabhi
Na koi sooraj ugaa na chaand ubhra baam say
**
[/quote]
Buhat khoob AC
very nice amjad bhai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï
Azam_1
July 18, 2002, 3:01am
10
**
bohot khoob chohan sahab ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
masha ALlah aap ki bhi choice achi hoti jaa rahi he
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
**
I am like an Open Book Except for the few pages of my past, My life is an empty book. It takes the shape of a mystery, To me it does at least. For I cannot tell what happens next, Too many cliffhangers and too much suspense. But its clues all lead eventually to the same place, Unfortunately it does not say where. It only says get the next book, For in this one you’ ve ran out of room.