Here is a poem by Munir Niazi hope you all like it 
Itnai khamaosh bhi raha na karo
gham judai main yon kiya na karo
khawb hotai hain daikhnai kai liyai
in main jaa ker magar raha na karo
kuch na ho ga gila bhi kernai sai
zalimon se gila kiya na karo
in sai niklain hikayatain shayad
harf likh ker mita diya na karo
apnai rutbai ka kuch lehaaz Munir
yaar sub ko bana liya na karo
wah very nice 
thanks for sharying :k:
Swera
3
Re: itnai khamosh bhi raha na karo
[QUOTE]
*Originally posted by Guest7777: *
Here is a poem by Munir Niazi hope you all like it :)
Itnai khamaosh bhi raha na karo
gham judai main yon kiya na karo
khawb hotai hain daikhnai kai liyai
in main jaa ker magar raha na karo
kuch na ho ga gila bhi kernai sai
zalimon se gila kiya na karo
in sai niklain hikayatain shayad
harf likh ker mita diya na karo
apnai rutbai ka kuch lehaaz Munir
yaar sub ko bana liya na karo
[/QUOTE]
Bohat khoob:)
Thankx 4 sharing.
Wo ajnabhi jis tarah choopkai say aya tha
Usi tarah choopkai sai meri zindagi sai chala gaiya
Dilsay
7
All is beautiful... thanks for sharing
ullujii, swera, HeArT HaCKeR, guybrush, Amarbail, Dilsay, Vivacious, ameen, and BrokenSky aap sub ki pasandeedgi ka buhat shukriya :)