Itna udaas sham ka manzar kabhi na thaa

Urrnay lagay Wujud kay zar’ray hava kay saath
mein iss qadar khulus say bikhra kabhi na thaa
Suraj kay saath doob gaya mera dil bhi aaj
Itna udaas sham ka manzar kabhi na thaa

Re: Itna udaas sham ka manzar kabhi na thaa

Nice 1 Diva sis :crying:

Re: Itna udaas sham ka manzar kabhi na thaa

^ Aap pleeze itna na roein ..nujhay tou wesay he kaafi rona aata hai ..apka tou signature bhi ro raha hai .. :p

Re: Itna udaas sham ka manzar kabhi na thaa

mujhay ronay ki beemari hai , mera ronay ka club hai do u wana join my crying club ? :crying:

Re: Itna udaas sham ka manzar kabhi na thaa

Ofcourse ..I want to work as your right hand ..honey :P

Re: Itna udaas sham ka manzar kabhi na thaa

i am not sweet as honey , me very salty :stuck_out_tongue: my aansoo as well :crying:

Re: Itna udaas sham ka manzar kabhi na thaa

to me you are sweet and sour ..which is 'KEWL'. btw is there anyone responsible for these aansuz?!?! aur is it just yore good ole habit?!?!

Re: Itna udaas sham ka manzar kabhi na thaa

nai its magar much walay aansoo :stuck_out_tongue: :crying:

Re: Itna udaas sham ka manzar kabhi na thaa

Phir tou aap kaafi chalaak hongi ..aapse dosti kerni chahiyye :p

Re: Itna udaas sham ka manzar kabhi na thaa

kiya aap ne b chalak hona hai :hehe: :crying:

Re: Itna udaas sham ka manzar kabhi na thaa

Ji. Bilkul aap ki terha ka :D

Re: Itna udaas sham ka manzar kabhi na thaa

muft mein nai sikhaoun gi :crying: 100 qulfiyan aik chalaki

Re: Itna udaas sham ka manzar kabhi na thaa

100 kya ..hazaar le lo ..chalaak tou ho he aap ..kangaal ker kay choro gi :p

Re: Itna udaas sham ka manzar kabhi na thaa

badlay mein chalakiyan b to sikhaoun gi na :crying:

Re: Itna udaas sham ka manzar kabhi na thaa

Nice sharing Diva :)

Re: Itna udaas sham ka manzar kabhi na thaa

Yeh bhi hai ...Qulfii kya DHL say send kerni hai ?!?! ya aap ko khud gher tak pohanchani hai

Re: Itna udaas sham ka manzar kabhi na thaa

jaise sasta parrta hai :crying:

Re: Itna udaas sham ka manzar kabhi na thaa

Nice.

Re: Itna udaas sham ka manzar kabhi na thaa

doo jatiyan handshake kar rahi hain against all…zalmoooooooo qazi aa raha hai…:grumpy: