Daagh
1
**
itna toota hoon ki choone se bikhar jaaunga
ab agar aur duaa doge to mar jaaunga
lekar mera pata vaqt raayaga na karo
main to banjaara hoon kya jaane kidhar jaaunga
is taraf dhundh hai, jugnoo hai na chiraagh koi
kaun pahchanega basti mein agar jaaunga
zindagi main bhi musaafir hoon teri kashti ka
tu jahan mujh se kahegi main utar jaaunga
yahan rah jaayenge guldaanon mein yaadon ki nazar
main to khushbuu hoon fizaaon mein bikahr jaaunga
**
Bahot khub ghazal hai.
Thanks for sharing it here ** Daagh sahab **
Beautiful ghazal Daagho uncle :k: 
Daagh
5
bahot bahot shukriya janab…aapko pasand aayi 
**zawanfira: ** thanks a lot mate
Koyal
7
choone se bikhar jaaunga
koyal aisa nahi karey ghi 
PS: Beautiful gazal..
Daagh
10
phir kaisi karegi Koyal jee???
many thanks ** BS and cuteepie ** 
Janab Daagh Sahab Ek Khubsoorat ghazal se ruubaruu karaayaa hai aapne iskaa shukriyaa...!
Daagh
15
many thanks Maheeno, Dost AsSweetAs and Man Of Courage 
Daagh
17
thanks Shab-e-Hijr jee :)