issi khushi main...lo meetha hojai :D

Itnay arsay baad GS par cafe main wohi Mahol waapis aagaya hai..jo pahlay hua karta tha.. :aisha:

Rabika ko tou main dhoond kar lay aai thee yahaN :hugz: aur saath main nanha munna humara bhaiyya shoby urf shoaib akhter bhi saath chala aaya :smiley:
aur ab saath saath Ghazal kisi ki.. jo meri sab sey achi dost hua karti thee (ab bhi hai) GS par woh bhi nazar aai hai.. :aisha:

Ab full masti ka mahol banay ga yahan.. aur purani yaadaiN taa’za hojaiyaiNgee.. :lifey:

issi khushi main sab ko meri taraf sey sweets and ice cream :smiley:


Enjoy! :yummy:

Re: issi khushi main…lo meetha hojai :smiley:

:eek: Saray Budhay aur Budhyaan Akhthi ho gai haiN :cb:

Allah Khair karay :wink: … Dania Bibi zara aaram say uchlo iss umar mein haddi bhi naheen Jurni hay :cb:

Re: issi khushi main...lo meetha hojai :D

..

Re: issi khushi main…lo meetha hojai :smiley:

sannan: buddhay hogay tum :hoonh: jalo mat :femme:

Mr. Redidentity: aap kyun billi ki tarha ro rahay hain? :aq:

Re: issi khushi main…lo meetha hojai :smiley:

:yahoo: :yahoo: All the chocis are mine :yahoo: :yahoo:

Yaar kuch to khuda ka khouf karo 10 years ka baad mill rahay ho aur woh tumharay chotay Shoby key tou Moochain bhi Chitti ho gai haiN :cb:

Aur Rabika key Kamar bhi jhuk chuki hay :omg:

Re: issi khushi main…lo meetha hojai :smiley:

Rabika aakar maray gee.. :barbie:

Re: issi khushi main…lo meetha hojai :smiley:

:shireen:

Re: issi khushi main...lo meetha hojai :D

mein bhi moo meetha karloon ? :P .. lol....

Re: issi khushi main…lo meetha hojai :smiley:

Nahi nahi all chocis are mine :zobo:

Re: issi khushi main...lo meetha hojai :D

:( ... chawal....

Re: issi khushi main…lo meetha hojai :smiley:

:zobo:

Re: issi khushi main...lo meetha hojai :D

:( dedo na eik.... :P ...

Re: issi khushi main…lo meetha hojai :smiley:

:nahi:

Re: issi khushi main...lo meetha hojai :D

fine...... !! mein khudi laonga... :p .. and u wont get anyyyyyyyyyyyyyy :D ...sochlooooo....

Re: issi khushi main…lo meetha hojai :smiley:

Soowwy:sheen:

Mai ko bhi do na please :@:

Re: issi khushi main…lo meetha hojai :smiley:

thats great :yahoo:

wats great ? :S… lol ..

and cute… aapko…hmmmm.. :stuck_out_tongue: .. dedoon ?

Re: issi khushi main...lo meetha hojai :D

Yes yes!!

Re: issi khushi main...lo meetha hojai :D

hmmmmmmmmmmmm :) fererro rocher khati ho ? :) ... ??