Iss tarha aashiqi ka asar chor jaaunga
tere chehre pe apni nazar chor jaaunga
main deewaana ban gaya hoon
kaisi yeh mohabbat hai
zindagi se barh keh mujhko
ab teri zaroorat hai
mujhko tu chahiye
tera pyar chahiye
ek baar nahi sau baar chahiye
harr saans main apni tujh pe lutaaunga
dil ke lahoo se teri maang sajaunga
pyar kya hai dard kya hai
deewaane samajhtey hain
ishq mein jalney ka matlab
aashiq hi samajhtey hain
main tarapta rahoon
tujh se kuch na kahoon
bin kahe bhi magar
main tau reh na sakoon
iss bekhudi mein aakhir kahan chain paaunga
marr ke bhi main tujhse judaa ho na paaunga..
Nice SONG :)
:k:
Nice.. :k:
weldone :k:
Thanx all..