Iss qadar lafz kisay yaad rahain..

***Iss qadar lafz kisay yaad rahain

Zindgi, zakham, sahara aur tum..
Khawab, pareeshani, firaq, wafa aur tum..

Bhook, foot-path, sadark, kachay raastay
Yaad, majboori, tammana aur tum

Iss qadar lafz kisay yaad rahain..

Bas tumhain yaad rakha hai Dill ne.


Re: Iss qadar lafz kisay yaad rahain..

nice sharing gumrah g

Re: Iss qadar lafz kisay yaad rahain..

Good one Wudood …:k: