**
Iss “Duniya” Kay Log Bhe Ajeeb Hain,
**
Saaray Khilonay Chhorr Kar “Jazbaat” Sey Kheltay Hain..

Re: Iss “Duniya” Kay Log Bhe Ajeeb Hain…
Abb sab bachey tu nahi hain:rotfl:
Re: Iss “Duniya” Kay Log Bhe Ajeeb Hain…
jawaanii kii umr hotii hii hai khel kood ke liye…buRhaape kaa intizaar kareN! ![]()
Re: Iss “Duniya” Kay Log Bhe Ajeeb Hain…
dil bhi to khilona hai
Re: Iss “Duniya” Kay Log Bhe Ajeeb Hain…
isi baat ka to rona hy…![]()
Re: Iss “Duniya” Kay Log Bhe Ajeeb Hain…
mard nahin rote
Re: Iss “Duniya” Kay Log Bhe Ajeeb Hain…
bilkul rote haiN ![]()
kia MARD ko DARD nahi hota? ![]()
Re: Iss “Duniya” Kay Log Bhe Ajeeb Hain…
rota hur insan hai…koe anson se…koe wthout anson ![]()
Re: Iss “Duniya” Kay Log Bhe Ajeeb Hain…
jub doctors dil se khelte(transplnts, surgeries etc) hain koe shikayat nahi krta ![]()