Re: ► Islami Jamhoriya Pakistan Kay Gaddi Nasheen Aur Jageer Daar
So, we need wajad & haal to remember Allah ![]()
Being an Aashieq-e-rasool We should follow life of Nabi Pak
and not create our own things like wajad & haal to remember Allah.
Kia hamaray 4 baray khulfay rashdeen par yah Wajad aaya ?
Mujhay par kabhi wajad naheen aaya to iss ka matlub hay main Allah ko naheen chahta hoon ? Mairi Namazoon ka koi faida naheen keonkah mujh par jub tuk wajad naheen aay ga main Allah ko yaad naheenkar sakta hoon (nauzbillah) ![]()