Isi Se Jaan Gaya Main K Bakht Dahlnay Lagay
Main Tahk k Chaoon Main Betha tu Peir Chalnay Lagay
Main Day Raha Tha Sahara Tu Ek Hujum Main Tha
Jo Gir Para Tu Sabhi Rasta Badalnay Lagay
Wo Yuun Sharik Hoi Hoay Meri Piyaas K Dukh Main ]
Lab-E-Farat Kharay Apnay Haath Malnay Lagay
Kissi K Haath Main Jaan Kissi K Haath Main Dil
Bahla Yahan Pe Koi Kiss Tarah Samhalnay Lagay
By Farhat Abbas Shah
Dilsay
3
Very nice thanks for sharing....
nice one SB ..aur aj kal kam kam nazar atey sab kheriat hia na..:)
hanie
6
wah,
bohat acha haye.. :k:
long time no see sunny boy. 
ASA
8
Re: Isi Se Jaan Gaya Main
Main Day Raha Tha Sahara Tu Ek Hujum Main Tha
Jo Gir Para Tu Sabhi Rasta Badalnay Lagay
bouhat khoob… :k:
awesome:k::k:
thanks for sharing:)
mere paisay udhaar le k aap kidhar ghayab ho uncle jee 