^^^ Ishtailobaib ^^^

Re: ^^^ Ishtailobaib ^^^

Oh acha, idharich. Apun ko bata kya kha ke aayi hai

Re: ^^^ Ishtailobaib ^^^

ummm machi aur meri maa gosht ka salan bhe banai the apun nai kha k ai tu kia kar rela hai kaam dhanda ya aiwee shugal patti>?

Re: ^^^ Ishtailobaib ^^^

Hahaha kya rey apun ko bhi yaad nahi ki tu. Apun bhi to iss dhandey teraich partner hai na, phir bhool gayi kya? :smokin:

Re: ^^^ Ishtailobaib ^^^

ohooo tujhay invitation card ki zaroorat hai kia tu tau apnaich parther hai raiii aja tujhay machi khilaooon :P lol

Re: ^^^ Ishtailobaib ^^^

Phir to K337 bhi zaroor tereich ghar mai ho gi :omg:

Re: ^^^ Ishtailobaib ^^^

hahaha woh bari syani machi hai haath nahi ati usay khana bhe halal nahi :P

Re: ^^^ Ishtailobaib ^^^

Phir kya khayal hai, supari kha li jayi? :smokin:

Re: ^^^ Ishtailobaib ^^^

abbay nai tu supari khaya na kar bus mujhay dia kar waisai bhe mai abhe apnai daant manj ai hun

Re: ^^^ Ishtailobaib ^^^

:rotfl:

Tere ko achi tarha maloom hai apun kis supari ki baat kar raha hai :wink:

Re: ^^^ Ishtailobaib ^^^

hehe haan bol kis ki supari laini hai??

Re: ^^^ Ishtailobaib ^^^

Aaj kal apun note kiya ke opposite gang ka Chota Shikra bohat lafra kar le raha hai :roman

Re: ^^^ Ishtailobaib ^^^

hain yeh shikra ka tau apun ko maloom tha but yeh chota shikra kon hai bay?

Re: ^^^ Ishtailobaib ^^^

Underworld…i mean Underforum…mai iss ko issi naam se pukara jata hai, kyoo ke apun ki gang ke saamne chota sa hi hai, kya samjhi :smooth:

Re: ^^^ Ishtailobaib ^^^

acha acha bus bhai tu bata ziada hi action mar raha hai yeh chota shikra tau mai 50% off supari par isko lurka doongi

Re: ^^^ Ishtailobaib ^^^

:omg:

Kya rey, issich baat ki waja se apun tere se impressed hai. Tu dekhna, tere ko extra khokha zaroor miley ga ri

Re: ^^^ Ishtailobaib ^^^

collar hilaing bus apun partner kis ki hai :D
cheeta hai tu bhe

Re: ^^^ Ishtailobaib ^^^

:@:apun ka naam pingu bhai

Re: ^^^ Ishtailobaib ^^^

Nahi, tera naam Ping Pong

@ Ishtylo: Kya ri, tu kisi se kam hai kya :blush:

Re: ^^^ Ishtailobaib ^^^

ai chori tu kahan sai ai pingustan colony say?

Re: ^^^ Ishtailobaib ^^^

jab apun bol jo rela hai k apun pingu bhai:emmy:

to tu kaye ko beech main bolta ee