Ishq...

Ishq laila’ye tamunna ka fasooN
Ishq baydaar-I-wehshut ka sehra
Ishq shehrooN ka dhunwaN, Ishq sehra ka ghubaar
Ishq aaghoosh-e-lehd, Ishq jazbooN ka karaar
Ishq shuwlooN ka khalish, Ishq pathar ka guzaar
Ishq ik najma-e-jaan, Ishq ik moot ka saaz
Ishq pazaib-e-wafa, Ishq zunjeer-e-sum
Ishq sheeshey ki chamuk, Ishq kuhsaar-e-alum
Ishq ShereeN k sulaghtey howey khwaab
Ishq Furhaad ka khooN, Ishq Khais ka rakz-e-junooN
Ishq jeenay ki ada, Ishq hur dil-e-sada
Ishq k koochay main Firooun gada..

:k: nice one vivaaaaaaaay

nice..

**Ishq aur mushk chupaye nahee chuptay
Phir bhi yeh raaz jaan jaati hai duniya
Hontoo pe laga le chahay
Taalay koi chup ke **

***** Vivacious *** **
:k::k::k:
Thanks for sharing

impressive:k::k::k:

Re: Ishq…

wah ji wah kia kehna:k:

Bahut khoob !

^ Thanx alot guyssssssss. :)