mein apnay ishq mein sach-cha houn aur kehta houn
meree raggo(n) mein BOHAT zehr hae raqabat ka
hazaaar uss ne yeh chaha keh mein bikhar jaaoun
so mein sabr kiya… sabr bhi qayamat ka.
mahee ji... zindagi ke mut'alik aapki philosophy kya hae?
**
[/quote]
zindagi allah ki ney'matoin may say aik ney'met hai. is ko allah ka shuker ada ker k hansi khoshi basar kerna chahia. mager wo kici ney kya khoob kaha hai.
khushi k saath dunya may hazaaroin ghum bhi hotey hain
jahan bajti hai shehna'e wahan matam bhi hotey hain
hamein yehi dua kerni chahia k allah hamein is zindagi may bhi kaamyaab karey or is zindagi k baad jo zindagi hai us may bhi.AAMEEN
mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!
[This message has been edited by Mahee (edited March 31, 2002).]