karti hogi mohabbat kisi ko ruswa
hamain is ishq nay fakat waqar dia hai
karta tha ik shakhs jo bohat anna ki baatain
najanay kion teri dahleez pay ajj us nay sar kham kar dia hai
wo na milay ga hum ko, ye hum ko ibtida say hi tha maloom
per ishq ka taqazaa so hum nay zindagi ko faqat us ka naam dia hai
Re: ishq

Very nicely written :)
Sukhee rahoo