Ishq waley....!

Aqal walon kay naseebon mein kahan zauq - e -junoon
Ishq waley hain jo her cheez luta deytay hain


Restored attachments:

Re: Ishq waley....!

kisko??? kia

Re: Ishq waley…!

Are you saying ishq walon k pass aqal ni hoti :bummer:

Re: Ishq waley…!

Nahin …ishq aqal se mubarra hai

Re: Ishq waley…!

bekhatr kuud para aatsh-ey namrud me eshq :halo:
aqal hay mehvay tamashaey laby baam hy abhi :hoonh:

Re: Ishq waley…!

Mubbarra kia hota ha :bummer:

Re: Ishq waley…!

Ishq hai he weile kum aqal logon ka kaam :snooty:

Re: Ishq waley....!

sada loh log :)

Re: Ishq waley…!

to phir aisa keh dein:@:

Suno oye saathiyo,aur kahin na tum jaya karo
aaishqon k ghar hi daaka daal aaya karo
:smokin:

Re: Ishq waley…!

:omg:

Re: Ishq waley....!

Sab dramay karte hai

Re: Ishq waley…!

agreed :lifey:

Re: Ishq waley…!

ye ishq jesa word abb is duniya se uth chuka hai :snooty: